Karna (danveer shoorkarna),suryaputrakarna , Mahabharata in English,jaishrikrishna,karna arjun yuddh,
Karna Karna danveer shoor karna naam se jaana jaata hain ..wo bahot shaktishali ta par adharma ke paksh me lada..Karna Mahabharat kaal me shoor veeromese ek maana jaata hain.. we parashuram ke shishya te .. karna kitna shaktshali ta bhagwan Krishna bhi jaante te do baar arjun ko bachaye te.. 1)jayadrat ke vadh ke samay 2) aur rath ko neeche karke naag baan se bachaye te.. Karna kunti aur bagwan Surya ke putra te e baath koi bhi nahi jaante te .kunti jaakar kahati hain ki tu mera putra hain par karna duryodan ke dosti ko bada maanta hain ..aur kunti ko ebhi kahata hain ki me arjun ke atirikt kisi bhi dusre pandav ko nahi maarunga.. Karna ke pass Surya ka diya hoova kavach kundali ta usse kisi bhi Astra ka asar nahi hota ta we jaankar Indra dev ne mangkar le jaate hain.ussi samay ek Astra pradan karte hain .wo Astra ek hi baar prayog kar sakte te usee ghatotkaj ke...